"Jaagti hoi ankhon se dekhay howe khawab
jub puray ho jatay hain
tab humare sub ghum so jatay hain
aur jub ye khawab mehz khuch lamhon ke
liye
zindagi main jaag kar
phir se kahin door ja kar
jub hamesha ke liye so jatay hain
tab zindagi ko humara jagna bura lagta hai."
jub puray ho jatay hain
tab humare sub ghum so jatay hain
aur jub ye khawab mehz khuch lamhon ke
liye
zindagi main jaag kar
phir se kahin door ja kar
jub hamesha ke liye so jatay hain
tab zindagi ko humara jagna bura lagta hai."
No comments:
Post a Comment