Showing posts with label Chand Raat Sms. Show all posts
Showing posts with label Chand Raat Sms. Show all posts

Saturday, 18 August 2012

Ay Eid k Chand

Ay Eid k Chand !
kiun krta hay Tu Hum ko Pareshan,
. Tujhay Dekhnay k Liay Bechen
Hen Hum aür Mufti Muneb ur Rehman .
Tujhay Dekh Nhi Patay Poray Pakstan k Insan,
. Mgr kahan Say Dhond Letay Hen Tujhay Sarhad K Kuch Pathan .
“mari” hay Tmana Is bar na Trpana, .
Poray Pakstan Men hum ko ik Sath Nzr Ana

Agar Kabhi Meri Yaad Aaye

Agar Kabhi Meri Yaad Aaye
To Chaand Raaton Ki
Dilgeer Roshni Main
Kisi Sitaray Ko Dekh Laina
Agar Woh Nakhal Falak Say Urh Kar
Tumharay Kadmoon
Aagiray To Yeh Jaan Laina
Woh Istiaara Tha Meray Dil
Kaa
Agar Naa Aaye?
Magar Yeh Mumkin Hi Kis
Tarha Hai Kay Tum Kisi
Par Nigah Daloo
Too Us Ki Deewaar e Jaan
Naa Tootay
Woh Apni Hasti Naa Bhool Jaye
Agar kabhi Meri Yaad Aaye
Garaiz Karti Hui Hawaoon
Ki Lehroon Pay Haath Rakhna
Main Khushbuoon Main
Tumhain Miloon Gaa
Mujhay Gulaab Ki Patioon
Main Talaash Karna
Main Aous Qatra Kay Aainay Main Tumhain Miloon Gaa
Agar Sitaaroon Main, Aous
Khushbhuoon Main
Naa Paoo Mujh Koo
To Apnay Kadmoon Main
Dekh Laina
Main Gird Hoti Musafitoon
Main Tumhain Miloon Gaa
kahin Pay Roshan Chiraagh
Dekh Loo To Jaan Laina
Kay Har Patangay Kay
Saath Main Bhi Sulag Chuka Hoon
Tum Apnay Haatoon Say In
Patangoon Ki Khaak Darya Main Daal Daina
Main Khaak Ban Kar
Sumandar Main Safar Karoon Gaa
]Kisi Naa Dekhay Huay
Jazeeray Par Ruk Kay
Tumhain Sadain Doon Gaa
Sumandaroon Kay Safar
Pay Nikloo
Too Is Jazeeray Pay Kabhi Utarna
Agar Kabhi Meri Yaad Aaye

Me hon tera kheal hai aur chand raat hai

Me hon tera kheal hai aur chand raat hai
Dil dard se nidhal hai aur chand raat hai

Ankhon me chob gaen teri yadon ki kirchiyan
Kandhon pe gham ki shal hai aur chand raat hai

Dil toor k khamosh nizaron ka kia mila?
Shabnam ka ye sawal hai aur chand raat hai

Phir titliayan si orane lagen dashat khawab me
Phir khawaish-e-wasal hai aur chand raat hai

Campas ki nehar par hai tera hath hath me
Mosam bhi lazawal hai aur chand raat hai

Har ikk kali ne orah lia matami libas
Har phol par malal hai aur chand raat hai

Meri to por por me khoshbo si bus gai
Us par tera kheal hai aur chand raat hai

Chalka sa parh raha hai WASI wehshaton ka rang
Har cheez pe zawal hai aur chand raat hai

A chand souno, Kuch bat karo

A chand souno, Kuch bat karo
Teri baat chalay … Meri raat katy…
Tum baat karoo us basti ki,
Badal, Barish aur Masti ki…
Yah baat karo us bandhan ki,
Payal, Choori aur Kangan ki…
Yah baat karoo un sapno ki,
Jihe tum b socha karty ho…
A chand souno, Kuch baat karo
Teri baat chalay… Meri raat katy…

Dekhiyeh chand raat aai hai

Dekhiyeh chand raat aai hai
sath khushian hazar laee hai
tum chaley aao aik lamhey ko
ham bhi manain ke eid aae hai
chaand bhia ya chand lamhon ko
jaisey tum ney jhalak dikhai hai
ham ne qismat ajeeb paee hai
Eid ka din hai aur judai hai
keh rahe hai hawa mujhy … !
us ne mehndi abhi lagaii hai