Hum ne sub kuch seekha.
1 na seekha to
DEEN.
hum ne sub kuch samjha
1 na samjha to
QURAN.
hum ne sub kuch apnaya
1 na apnai to
SUNNAT e NABVI
hum ne sub ko waqt dia
1 na dia to
NAMAZ ko.
hum ne har cheez ki tayari ki
1 na ki to
QABR/AKHRAT ki
hum ne sub ko to razi kia
magar
1 ko razi na kia wo hy.
..*"ALLAH"*..
Us Ko Manao
Wo Bohat Jaldi Man Jata hy
Jazak ALLAH,Subhan ALLAH,MASHA ALLAH.
No comments:
Post a Comment