Saturday, 17 December 2011

Gair lagta hai na


Gair lagta hai na apno ki tarah milta hai,
Tu zamanay ki tarah mujko sataata kyon hai!

Waqt kay saath khayalaat badal jaatay hain,
Yeh haqeeqat hai magar mujko sunaata kyon hai!'

No comments:

Post a Comment